Tuesday, 15 March 2011

अभियान


जिनको उनपर हे गर्व nahi
जिनको उनकी हे शर्म नहीं
जिनको उनकी महानता पर
अब भी है विशवास नहीं
वो लेखक हो या शासक हो
विद्वान हो या विधायक हो
हो किसी भी दल के वो नेता
या रंग मंच के अभिनेता
काबा हो चाहे कशी हो
साधू हो या सन्यासी हो
में इतना उनसे पूछ raha
yug hua kalankit to bolo
yug nirmata ka kya hoga
badnaam bhale hum हो jayen
badnaam bhale tum हो jao
badnaam hui yadi aazadi
to bharat mata ka kya hoga
tum kehte हो vedvyas karen kalpana shyam ki yahan
tum chahte हो valmiki karen kalpana ram ki yahan
पर tumne kabhi नहीं socha is ram rajya ki chaya में
lov kush jab bhukhe soenge
to bholi sita ka kya hoga
ai ram mere batla mujhko
yadi hua na tera raj tilak
to is janta ka kya hoga
में shama na manguga tumse
पर mujhko aisa lagta हे
gandhi subhash nehru ka
itihaas kahi se choot gaya
vah jo roshni deta tha
suraj chand sitaron sa
aakash kahi se toot gaya
phir ek naya itihaas banane ko
 balidaan desh ne manga हे
yah rakht na jaye sookh kahi
अभियान desh ne manga हे..
               -कर्नल समर वीर सिंह

3 comments:

  1. wow, thats fantastic... sir has written it so well. hats off...

    ReplyDelete
  2. speechless,, realy.....
    thts tru nationalism....

    ReplyDelete
  3. my chacha greatest....proud of u chahchu

    ReplyDelete